How Mark Zuckerberg plans to make Libra a global currency? तुला को वैश्विक मुद्रा बनाने के लिए फेसबुक की योजना कैसे है?


Libra को वैश्विक मुद्रा बनाने के लिए फेसबुक की योजना कैसे है?

How Mark Zuckerberg plans to make Libra a global currency? तुला को वैश्विक मुद्रा बनाने के लिए फेसबुक की योजना कैसे है?
Calibra and libra images by officaly cryptocurrency global launched 


18 june, 2019 ko, Facebook  ne ek naye Tarah ke Digital Currency ko Launch karne kee  ghoshna kee ha, iskee lambe samay se prateekshit cryptocurrency Plan kee yojana banaye hai. agar yah Safal hota hai to upayoga karta lambe star pr transaction karne me saksham hote ha to ye bahut bte bat hogi or sabhi user transaction kr paynge vo bhe zero percent transaction fee ke or bhe bahut sare benefits milenge jesha like Uber, Spotify and MasterCard me bhe vo libra currency ko use kr paoge to in sab ko manage karne ke liye ek digital wallet bhe launche kiya jayga kiska name hoga calibra or ye sab kam facebook ke jreye kiya jayga matlb in sab kam ko facebook he manage karega to aaye jante ha libra kya ha or kesha use karna ha.


1.What is Libra? तुला राशि क्या है?

How Mark Zuckerberg plans to make Libra a global currency? तुला को वैश्विक मुद्रा बनाने के लिए फेसबुक की योजना कैसे है?
Calibra and libra images by officaly cryptocurrency global launched

Facebook ke btaya ke libra ek global or financial infrastructure currency ha jo ke facebook ke jareye manage kiya jayga or new facebook created version pr ye kam karega or encrypted technology pr kam karega jo ke bitcoin ke jareye manage kiya jata ha or cryptocurrencies blockchain ke name se bhe jane jaate ha jo ke ek wallet ha.

2.Why Facebook's crytocurrency is known as Libra? क्यों फेसबुक के crytocurrency Libra के रूप में जाना जाता है?


Libra word ka jo ke ek roman word ha roman word me use weight ke measurement ke word ke rupe me use kiya jata ha or pound word bhe libra se liya gya ha  £ symbol perte mool Se Libra ke L se aata ha.

3. What is the reason of launching the cryptocurrency? क्रिप्टोकरेंसी लॉन्च करने के पीछे क्या कारण है?


Jesha Ke hum jante ha facebook duniya bhar ke logo ko ek sath or ek plateform pr jodta ha same eshi tarah facebook chata ha ke vo duniya bhar ke jitne bhe log ha lagbhag 1.7 billion tak pahuchna chata ha jinke pass bank aabhi nahi pahucha ha.

4. Who and how many  involved in Libra cryptocurrency? लिब्रा क्रिप्टोक्यूरेंसी में कौन और कितने शामिल हैं?

Facebook ke sath 27 or company or organization bhe ha is ka target ha next year tak 100 company or organization ka ha jo ke har location se jodne ka kyu ke libra ka sab kuch maneneya ha.
Kuch companies ke name ha

  • 1.     Visa
  • 2.      Stripe
  • 3.      PayPal



Jo ke mechant ke payment lena me help karenge or

  • 1.     eBay
  • 2.     Lyft
  • 3.     Uber
  • 4.     Spotify
  • 5.      latin American

or bhe bahut sare  comapanies ha to dosto agar ye information sahi lage ho to comment kar ke jarur btana me esha intrestion technology news lata rahata hu humare is blog jo subscribe jarur kar le apne email id se ok bye dosto
thanks dosto hamare is blog pr aane ke liye or humare is post ko pdhne ke liye.



Post a Comment

0 Comments